Inspirational Shayari

Munafikat itni badhi hai shaher o shaher mein Adami saans le raha hai fiza a zaher mein

मुनाफ़िक़ो ने इंतेहा कर रखी है सच्चाई के चहरे पर सियाही पोत कर झूठों के सर पर ताज पहना रखा है

Na kabhi sharaab pi na kabhi nasha kiya Teri nigahon se jo pi thi kabhi bas ussi se kaam chal raha hai

Hua karti thi kabhi mohabbat kisi se Par ab woh jazba Woh hausla nahi raha

Sharab pini chhod di Mohammad Aur kafiron ke Khoon ke pyaase ho gaye

Uska kaisa swabhav hai kya chakkar hai Ye sab soch kar tu kyun ho ta hai sangin Jitna pyaar milta hai usko naseeb samajh Chup chaap aam khate rah guthli mat gin

Pyaar mein agar sukh pana chahta hai toh ashiq nahi khiladi ban Pyaar bharpur pana hai to uske samne chalak nahi anadi ban

Pyaar mein kabhi bhi paini nazaar rakh na Issey pahle mashuk dhoka kar ne ki soche tu hi ussey chod dena

Pyaar mein dhoka dhadi chalti rahti hai Jab jiska dil bhar jata hai Uthkar chala jata hai

Mohabbat koi hamse sikhe Hum kabhi ek jaga tikkar nahi rahe Jissey jitna ras pineko mila utna pi liya Kabhi kisi se koi shikayat nahi ki

Dil ki kitaab ke har ek panne par bas ek tera hi naam likha hai Kayin chehre hai hamare ird gird Par hamara dhyan tere hi chehre Par ruka hai

Ye sab main tujh se nahi Apne aap se kah raha hoon Apne dil ko samjha na har Adami ka khud ka kartavya hai

Sawaal jawaab mein zindagi ko na uljhana tu mauj masti maze kar Maut ka kaam hai Zindagi ke sab maslon Ko suljha na

Sawaal ye hai ke Kya zindagi haseen hai Jawaab kayin hai magar Ek ye jawaab sunlo Zindagi tab tak haseen hai Jab tak adami shaukin hai

Jo waqt tere saath bitaya tha Uska ek ek lamha bahtrin tha Tere bina jo waqt guzar raha hai Uska ek ek pal sakht aur sangin hai