Lifeline

client1

Uskaa Janam diin

Aaj main subh se bahut khus thaa kyo ki aaj mere lifeline kaa Janam diin thaa thoraa saa dar bhii lag Raha thaa ki kahi mujhse pehle koi unko wish naa Kar de par humne sabse subh unko wish kiyaa Fir humne to unko wada kiyaa thaa ki aaj unko bahut bada surprise denge par jeb me pese nahi the par apnaa khuda apne sath thaa uss khudaa ne ek rup lekar Meri madad ki aur mere Jed me aagyaa 500 kaa note abb mein unko achaa surprise dungaa aur mene diyaa bhii ......... Aaj ke liye bass itnaa hi