Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Attitude Shayari · A moment in words

Attitude Shayari

Har Sada Paigam Deti Fir Rahi Dar Dar, Chupiyon Se Bhi Bada Hai Chupiyon Ka Dar, Roj Mosham Ki Sararat Jhelta Kab Tak, Maine Khud Mein Rach Liye Kuchh Khusnuma Manjar, Vakt Ne Mujhse Kaha Kuchh Chahiye Toh Kah, Main Bola Sukriya Mujhko Maaf Kar, Main Bhi Us Mushkil Se Gujra Hu Jo Tujh Par Hai, Raah Nikalegi Koi Tu Samna Toh Kar…

A conversation in words

0 comments

Log in to join the conversation.