Jee bhar kr dkh lu aaj unhe;
Kal fir aaj sa rhe na rhe;
Yun to unki mehfil hamesha rahegi;
Par us mehfil me kal hum rhe na rhe:
Tamaanao ki khwaish kaha kam hoti h;
Barish ki ek boond se kaha dharti geeli hoti hai;
Boondein ayegi har barsat ki barish me;
Par us barish me bheegne ko kal hum unke sath rhe na rhe!
#Shashank
A conversation in words
0 commentsLog in to join the conversation.