Panchi ke par ki tarah
Armaanoon ke samandar ki Tarah
Vishaal Hai tumhari tamanaaye mere liye
Shukriyaa main karoon khuda ki is enaayat Ka
Bhatakta yu rahta kaafir ki Tarah
Mil Na jate tum banane zindagi ko roshan
Beet jati ye zindagi musafir ki tarah
A conversation in words
0 commentsLog in to join the conversation.