Kaash tujhe pataa hota tune kya kiya hai !
Jitna dard humain diya hai, humari khataa kya hai !
Khataa ki humnaein itni si chaaha dilo jaan se tujhe,
Kyu humein chhod ke kisi aur ka haath thaama hai !
Yu to humare jazbaato ko samajhne ka dum bharte ho,
Tumhi bataao ye kyu kiya tumne, ye sab kya hai...!
A conversation in words
0 commentsLog in to join the conversation.