Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Dard Bhari Shayari · A moment in words

Dard Bhari Shayari

Har Saans Ke Saath Mujhe Socha Karoge Tum, Apne Hi Aks Me Dhoonda Karoge Tum, Jab Yaad Ayegi Tumko Wafa Meri, Fir Har Shaks Ko Chahat Se Dekha Karoge Tum, Aaj Meri Tanhaiyon Pe Hans Rahe Ho Na, Mujhse Bichad Ke Isi Baat Pe Roya Karoge Tum

A conversation in words

0 comments

Log in to join the conversation.