Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Dard Bhari Shayari · A moment in words

Dard Bhari Shayari

Kaisi Ye Aahat, Ye Kaun Si Ghadi Hai Dil Mein Hai Chahat, Aankho Mein Nami Hai Wo Aaye Is Tarah Ki Bhool Gaya Main Sab Kuch Wo Gaye Is Tarah Ki Mehfil Sooni Padi Hai Judai Ke Gam Mein Hue Khaak Aise Hame Dosto Ki Jaroorat Padi Hai Peene Ki Hamko Kabhi Thi Na Aadat Par Aaj Pilaane Mohabbat Khadi Hai Tanha Sa Rahna, Hame Tha Na Pyara Par Aaj Jindgi Hi Tanha Hui Hai.

A conversation in words

0 comments

Log in to join the conversation.