Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Dard Bhari Shayari · A moment in words

Dard Bhari Shayari

Nazar Ke Sagar Mein Utar Gya Hai Koi Mere Dil Mein Ghar Kar Gya Hai Koi Uss Ki Yaad Yaadgaar Ban Gayi Hai Jo Dil Mein Do Pal Thehar Gya Hai Koi Kitni Pyari Hawayein Chal Rahi Hain Lagta Hai Naik Insan Mar Gya Hai Koi Tamaam Umar Kisi Yaar Ka Intezar Karte Aakhir Duniya Se Guzar Gya Hai Koi Ab Mera Bachna Na Mumkin Lagta Hai Apni Aankh Ke Nashtar Maar Gya Hai Koi…

A conversation in words

0 comments

Log in to join the conversation.