Shararat na hoti Shikayat na hoti Nainon me kisi ki Nazakat na hoti Na hoti bekarari Na hote humtanha Agar jahan me kambakhat YeMoHaBaT na hoti Na hote ye sapne Ye khwabon kiduniya Kisi ko chahat ki Tamana na hoti Na julfo ki chayan Na phulo kikhusbu Yandon mein unki Ye rate na katti Jo na hoti mohabat Ye ansu nahote Dil bhi na khota Aj tanha na rota Diwano si apni Ye halat na hoti
A conversation in words
0 commentsLog in to join the conversation.