Sifarish kerte rahiye ap hamare door jane ki
Chaliye apki mushkil Aasan ker dete hai
Suna hai janka sab kuchh khatam ho gya ho
Wo bhi zinda rehte hai
Ager zid hai jang ki, to chalo hum apne hatiyar rakh dete hai
Wese to hame sir qalam bhi kerna ata hai
Lekin apki khushi ke liye ye dard bhi seh lete hai
A conversation in words
0 commentsLog in to join the conversation.