Zinda Hon Magar Zindagi Se Dor Hon Mein. Aj Q Is Qadar Majbur Hon Mein. Bina Jurm K Hi Saza Milti Hai Mujhe. Kis Se Kaho K Akhir Be Qasor Hon Mein. Meri Khamoshiyon Ka Sabab Hain Ye Gham Mere. Phir Q Duniya Samjhti Hai K Magrur Hon Mein. Aaj Phr Shiddat-E-Ghm Ne Rula Diya Mujh ko. Aaj Lagta Hai K Zakhmon Se Chor Hon Mein...
A conversation in words
0 commentsLog in to join the conversation.