Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Desh Bhakti Shayari · A moment in words

Desh Bhakti Shayari

ye nazar, ye haath, ye sab hai tera..! Ye jazbaa, ye bhakti hai sab tera..! Ye aawaaz de rahaa hai kuch kar mere liye, Ab se har lamha hoga bas tera..! Isi ki mitti mai hum pal ke bade hue, Hum bahut sa hai karz tera..! Tune humain sift diya hi hai kabhkuch kiya nahi, Ab waqt hai humara utarne ko karz tera..! Ai watan, ai watan, hum chal pade hai raah teri, De denge har qatra, tubh janam safal hoga mera..1 Jai Watan.....Jai Watan...!

A conversation in words

0 comments

Log in to join the conversation.