Zindagi main saath bhi Zindagi ke baad bhi,
Saccha Hain wo dost jo har dum rehta saath bhi,
Jab hum udaas hote Hain tho wo Hume hasata Hain,
Agar koi Hume maare tho wo usse lad jaata Hain,
Dosti nibhana sikhna Hain tho unse sikhiye Jo dosti nibhate Hain,
Warna ese bhi dost Hain Jo mushkil waqt main chhod ke chale jaate hain
A conversation in words
0 commentsLog in to join the conversation.