Tujhe muskarate dekhna achha lagta h..
Teri bina kahe parwah karna achha lagta h..
Tujhse kabhi jhut na bolpana achha lagta h..
Tujhe online dekh dil ka khush ho jana achha lagta h..
Teri status ki pic ko Google drive mai save Karna achha lagta h..
Humesa tere sms ka intzar karna achha lagta h..
Tere sath bitaya hua har pal mujhe achha lagta h..
A conversation in words
0 commentsLog in to join the conversation.