Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Love Shayari · A moment in words

Love Shayari

Juda hony k mosam me juda hona zrori tha, Najany q kisi ka bewfa hona zruri tha, Mere dil ne jo is ko poojany ki intha kr di, To phir us bewafa ka be Khuda hona zruri tha, Kisi se koi b shikwa na koi b shakyat ha, Jo mery sath chaht mein huwa hona zruri tha, Bht nazdek thay dil is liye ab dooriyan b hain, Dilon k dermiyan kuch fasla hona zrori tha, Usy b drd deny ka bht he shok tha “Wasi”, Hmy b dArd o gham sy ashna hona zrori tha.

A conversation in words

0 comments

Log in to join the conversation.