Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Love Shayari · A moment in words

Love Shayari

Kaha Us Ne Muje Tum Se Mohabat Ho Nahi Sakti Kaha Main Ne Zara Bach Kar Dikhao Man Jaon Ga Kaha Us Ne Bahut Maghroor Ho Tum Apne Lafzon Main Kaha Main Ne Ke Lafzon Ko Sacha Kar Dikhaon Ga Kaha Us Ne Agar Na Pa Sake Muj Ko To Phir Bolo Kaha Main Ne Qasam Teri Zamana Chor Jaon Ga Tarap Kar Kaha Us Ne Ke Saani Yun Nahi Kehte Kaha Main Ne Mohabat Hu Tu Janaan Chup Nahi Rahte

A conversation in words

0 comments

Log in to join the conversation.