Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Love Shayari · A moment in words

Love Shayari

Masoom Mohabbat Ka Bas Itna Sa Fasana Hai; Kaghaz Ki Haweli Hai Barish Ka Zamana Hai Kya Shart-e-mohabbat Hai, Kya Shart-e-zamana Hai; Awaz Bhi Zakhmi Hai Geet Bhi Gana Hai Aur Us Par Utarne Ki Ummid Bhi Kam Hai; Kashti Bhi Purani Hai, Tufan Ko Bhi Ana Hai Samjhaye Na Samjhe Andaz Mohabbat Ka; Ek Shakhs Ko Ankho Se Shair Sunana Hai Bholi Si Ada, Koi Phir Ishq Ki Zid Par Hai; Phir Aag Ka Darya Hai Aur Doob K Jana Hai..!!

A conversation in words

0 comments

Log in to join the conversation.