Samajh Nahi Aata Suruaat Kaise Karein Aapse Pehli Mulakat Kaise Karein Pyaar To Behad Kartein Hai Aapse Magar Is Mohabbat Ka Izhaar Kaise Karein Yaar To Kahte Hain Wo Inkaar Nahi Karenge Magar Bina Aapke Haan Sune Is Baat Par Vishwaas Kaise Karein Kuch To Kahte Hain Dil Na Laga Baithna Barbaad Ho Jaayega Magar Bina Aapke Saath Rehkar Iss Baat Ka Ahsaas Kaise Karein…
A conversation in words
0 commentsLog in to join the conversation.