Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Love Shayari · A moment in words

Love Shayari

Sitara Hoon Magar Yoon Hai Chamakna Bhool Betha Hoon Mein Khud Apne Taar’uf Ka Hawala Bhool Betha Hoon Jisse Mad-e-Nazar Rakh Kar Chala Tha Janib-E- Manzil Safar Ke Darmiyaan Mein Wo Sitara Bhool Betha Hoon

A conversation in words

0 comments

Log in to join the conversation.