Mujhko phir wahi suhana nazara mil gaya, Nazron ko jo deedar tumhara mil gaya, Aur kisi cheez ki tamanna kyun karu, Jab mujhe teri baahon me sahara mil gaya.
A conversation in words
0 commentsLog in to join the conversation.