Yeah Dour bhe hum ney daikh liya
Jahan Insaan bana ...Nar Bhakshi hai.
Jhoont Jahan Parwan Chada
Masoom Jahan Sare Aam Jalaa.
Jahan Insaa bana Nar Bhakshi hai.
Mazhab bana bay maani hai
Khoone Jigar lal mera
Mil sab ney jis ka khoon Kia,
Mera watan yeah mera watan,
Jahan Insaa Bana Nar-Bhakshi hai.
Mera Saya ...Farhat
Writer’s notebook
Share your writing ↗The writing of Farhat Husain
Thoughts, feelings and moments shared with the community.
Your voice belongs here.
Share a thought, a poem or a story with the community.
Start writing ↗