Hatyare nhi Katil bno, katl Jo ankhoon se krne m maza h churi aur khanjar me wo dam nhi,
Barbad Krna h kisi ko to ye nasha , daru rehna do sirf apne jhothe uns ka zikr kiye barbad kiye ja
Writer’s notebook
Share your writing ↗The writing of Sachikanta Pati
Thoughts, feelings and moments shared with the community.
Thukra diya mera pani jaisa pyar uski sharab ke liye
Ab tera dil nhi pura jahan jit ke dikhlayenge
Apni bahen to kya apne pairo ki mitti bhi nhi dilwayenge
Safalta ke bad mil tujhe teri aukat batayenge
Ye and bhi kmal ka namak hota h janab
Girte chehre par h aur jalan dil m hoti h
Jo chehra humare dil me itna abad he
Use kitna bhi bhulaya jaye
Wo fir bhi hume yad he
Ye pyarr mohabbat ki batein nahi kr rahe
Ye to bachpan ke doston ka Nam he
Your voice belongs here.
Share a thought, a poem or a story with the community.
Start writing ↗