Ye duniya kis kaam ki jo mujh pe hasti hai..!
ye daulat kis kaam ki jo apno ko apno se ladwa deti hai..!
Writer’s notebook
Share your writing ↗The writing of Dinkar Ji
Thoughts, feelings and moments shared with the community.
Aaine ke saamne khud ko khud se ajnabee paayaa..
Jise samjha tha saaya apna kambhkht kisi aur ka nikla..!
Awaaz de ai humdum to kahaa hai,
Zindagi u hi haath se ret ki tarah phisli jaa rahi hai..!
Dhoond rahe hain aaj bhi unko jinko wo khud nahi dhoond paaye..!
Kabhi apni to kabhi unki haalat pe taras aata hai.......!
mana ki is jahaa mai khushiya kam milti hain...
PAr itni kam ki jeena mushkil ho jaaye...
Your voice belongs here.
Share a thought, a poem or a story with the community.
Start writing ↗