Bachpan
Bachpan yeh mera nanha saa………
Main chalku bund-bund saa…….
Hu main ek beaj sa ropand
Phuti ek kali sa main
Dhim-dhim badhaju jaise suraj or shyam
Pal-pal muskurau bundo sa main
Nani si duniya main
Hu bada nirala sa…………..
Ku-ku karta chidiya sa…………
Hu main ansh bagwan ka………….
Na chal karu is duniya saa………………
Ban jau main veer jawan
Apni maa ka main lar dular…………..
Bachpan yeh mera nanha saa……………
MISS DEEPU SHARMA
A conversation in words
0 commentsLog in to join the conversation.