Bachpan
Bachpan yeh mera nanha saa………
Main chalku bund-bund saa…….
Hu main ek beaj sa ropand
Phuti ek kali sa main
Dhim-dhim badhaju jaise suraj or shyam
Pal-pal muskurau bundo sa main
Nani si duniya main
Hu bada nirala sa…………..
Ku-ku karta chidiya sa…………
Hu main ansh bagwan ka………….
Na chal karu is duniya saa………………
Ban jau main veer jawan
Apni maa ka main lar dular…………..
Bachpan yeh mera nanha saa……………
MISS DEEPU SHARMA
Writer’s notebook
Share your writing ↗The writing of DEEPU SHARMA
Thoughts, feelings and moments shared with the community.
TITTLE OF POEM--KUCH REAT KUCH PANI HAI
Kuch reat kuch pani hai
Dariya see zindagani hai
Sahil yeh ku ata hai
Ku lagti hai pyari see
Ku uthati hai yeh lahar
Lagti hai pyari see
Pass bulati hai yeh lahar
Kahna hai tujhse kuch ………
Kuch reat kuch pani hai..
Karna hain dil bayan…..
Dariya see zindagani hasi…
FROM--MISS DEEPU SHARMA
TITTLE OF POEM-
Raat ke do pahar
Chip gay chandni raat ke aagosh me
Baras padi bunde raat ki tanhai main
Raat na beeti na wo pahar beaten
Kuch kah rahi tanhai unki agosh main
Yaaden hai dhundli see wo raat ke pahar main
Wo beaten na pal unki kamosi main
Beat rahe hai pahar kuch sasoo ki tarah
Har pahar beaten unki ehsash tale
Lalima ayi akash tale
Beaten wo pahar unki nadani main
Khamosi li sare sansar ne
Wo raat ke do pahar main
FROM---- MISS DEEPU SHARMA
Your voice belongs here.
Share a thought, a poem or a story with the community.
Start writing ↗