TITTLE OF POEM-
Raat ke do pahar
Chip gay chandni raat ke aagosh me
Baras padi bunde raat ki tanhai main
Raat na beeti na wo pahar beaten
Kuch kah rahi tanhai unki agosh main
Yaaden hai dhundli see wo raat ke pahar main
Wo beaten na pal unki kamosi main
Beat rahe hai pahar kuch sasoo ki tarah
Har pahar beaten unki ehsash tale
Lalima ayi akash tale
Beaten wo pahar unki nadani main
Khamosi li sare sansar ne
Wo raat ke do pahar main
FROM---- MISS DEEPU SHARMA
A conversation in words
0 commentsLog in to join the conversation.