Dekha h andekha hona bhi, dekh kar bhi andekha hona dekha hai...
Sath chalna Bhi dekha hai, kisike sath
chalkar bhi aakela hona dekha hai...
Dekha hai kisiki narazgi mei pyar bhi, kisiki mohobbat mei bhi badnam hote dekha hai...
Dekha hai gulab hmne, aur gulab ke
Kato ko chubte bhi dkha h...
Mayank Tyagi
A conversation in words
0 commentsLog in to join the conversation.