Shayari Books provides free platform for individuals to write and read sad shayari in hindi, sad love shayari, very sad shayri, sad sms in hindi, hindi dard bhari shayari, sad love sms in hindi, dard love shayari, sad shayari download, sad shero shayari, sad shayari sms, very sad shayari in hindi, best sad shayari in hindi, sad hindi shayari on sad love, most sad shayari, long sad shayari, dard shayari sms, sad shayari status in hindi and express their tallent to the world.
Dur rahne wale ek baat dhyan rakhna, Agar mera khayal aaye to apna khayal rakhna
बिना जिस्म को छूए कोई रूह से लिपट जाए वही ईश्क है
Mout se to diniya mar jati hai Aashiq to pyaar se hi mar jate hai।
तलब मौत की करना गुनाह है यारो जमाने में यारो, मरने का शौक है तो मोहब्बत क्यों नही करते।
मिल जायेंगे कुछ हमारी भी तारीफ करने वाले कोई हमारी मौत की अफवाह तो उड़ाओ यारो।
तुझे पाने के तलाश में हम इतना खो गए। देखकर हालत मेरी घर वाले रो गए।
Honton Ki Baat Aankh Se Kahate Hain chup rahte hain Fir Bhi Baithe Hain ine Aansuon Ki Hukumat to Dekhen yah unke liye Baithe Hain Jo Dil Mein Rehte Hain
Tum Kabhi Jo Rooth Gayi Tu Karke Bata Dena manane ki Main Jindagi girvi Rakh dunga Tu kimat Bata Dena muskurane ki
हम दिल के अच्छे हैं बस यही एक खराबी हैं
तुम पर भी यकीन है और मौत पर भी एतबार है देखते हैं पहले कोन मिलता है हमें दोनों का इतजार है
कुछ खूबसूरत पलों की महक सी हैं तेरी यादें, सुकून ये भी है कि ये कभी मुरझाती नहीं।
नहीं है कुछ भी मेरे दिल में सिवा उसके, मैं उसे अगर भुला दूँ तो याद क्या रखूँ।
मुझे कुछ भी नहीं कहना इतनी सी गुजारिश है, बस उतनी बार मिल जाओ जितना याद आते हो।
fasle aise bhi honge ye kabhi socha na tha samne baiTha tha mere aur wo mera na tha wo ki KHushbu ki tarah phaila tha mere chaar-su main use mahsus kar sakta tha chhu sakta na tha raat bhar pichhli si aahaT kan mein aati rahi jhank kar dekha gali mein koi bhi aaya na tha main teri surat liye sare zamane mein phira sari duniya mein magar koi tere jaisa na tha aaj milne ki KHushi mein sirf main jaga nahin teri aankhon se bhi lagta hai ki tu soya na tha ye sabhi viraniyan us ke juda hone se thin aankh dhundlai hui thi shahr dhundlaya na tha sainkaDon tufan lafzon mein dabe the zer-e-lab ek patthar tha KHamoshi ka ki jo haTta na tha yaad kar ke aur bhi taklif hoti thi 'adim' bhul jaane ke siwa ab koi bhi chaara na tha maslahat ne ajnabi hum ko banaya tha 'adim' warna kab ek dusre ko hum ne pahchana na tha
wo to KHush-bu hai hawaon mein bikhar jaega masala phul ka hai phul kidhar jaega hum to samjhe the ki ek zaKHm hai bhar jaega kya KHabar thi ki rag-e-jaan mein utar jaega wo hawaon ki tarah KHana-ba-jaan phirta hai ek jhonka hai jo aaega guzar jaega wo jab aaega to phir us ki rifaqat ke liye mausam-e-gul mere aangan mein Thahar jaega aaKHirash wo bhi kahin ret pe baiThi hogi tera ye pyar bhi dariya hai utar jaega mujh ko tahzib ke barzaKH ka banaya waris jurm ye bhi mere ajdad ke sar jaega
arun is online
Sonu is offline
kobe basketball shoes is offline
bharat is offline
Dileep is offline
Munna is offline
Rahul is offline
geeta is offline
kamal is offline
vishav is offline
Jhunnu is offline
Jack is offline
abhay is offline
anonymous is offline
Abhay is offline
Please Login or Sign Up to write your book.