Chahe Jane Ki Hasrat Kise Nahi Hoti, Magar Har Kisi Ki Aisi Kismat Nahi Hoti.. Koi Ek Hota Hai Jo Sama Jata Hai Dilme, Har Kisi Se Ye Mohabbat Nahi Hoti!
Mat poocho ye mujhse ke kab yaad aate ho Jab jab saansein chalti hain bahaut yaad aate ho Neend mein palkein hoti hain jab bhi bhari Banke khwaab baar baar nazar aate ho Mehfil mein shaamil hote hain hum jab bhi Bhird ki tanhayon mein her baar nazar aate ho Jab bhi socha ke faasla rakhoon main tum se Zindagi ban ke saanson mein sama jaate ho Khud ko toofaan banaane ki koshish to ki Ban ke saahil apni aagosh mein sama jaate ho Chaha na tha main ne is paheli mein uljhna Her uljhan ka jawab ban ke ubhar aate ho Suraj ki roshni,chanda ki chandni Aasmaan ko dekhta hoon main jab jab Tumhari kasam bahaut bahaut yaad aate ho Ab na poochna mujhse ke kab kab yaad aate ho.
woh bin bole har baat ka samjhna, woh jhut mut ki takrar, woh khamosh ikrar. Isi ehsaas ka naam hai ‘Pyaar’…
Uske Sath Reh Nahi Sakta, Use Kho Kar Bhi Jee Nahi Sakta, Ye Kaisa Imtehan Le Raha Hai Mere Khuda, Jise Jaan Se Jyada Chahta Hu Use Pa Nahi Sakta.
चेहरे के रंग को देखकर दोस्त ना बनाना.. दोस्तों .. तन का काला तो चलेगा लेकिन मन का काला नहीं।
Aaj Tumhari Yaad Ko Seene Se Lagakar Roye. Tanhai Me Tumhe Pas Na Bula Sake Isliye Roye.. Kayi Bar Pukaara Is Dilne Tumhe.. Aur Har Bar Tumhe Apne Pas Na Paakar Roye..!
Ab Bhi Tere Bina Raat Hoti Hai, Dewaro Se Aksar Baat Hoti Hai, Sannata Puchhta Hai Hamara Haal Hum Se, Aur Tere Naam Se Hi Shuruwat Hoti Hai.
De do hMe tUm jiTnA ChaHo gAm,,, kaHo lAbJ AisE Ki aanKHe ho jayE Nam..... AajMAna h moHAbaT To de dO AISi kaSam,,,, kI tahaR jaYE zindaGi, baDe nA KadaM.......
Kuch Lamhe or Uska Sath Chahta Tha, Ankho Me Thami Wo Barsat Chahta Tha, Janta Hu Bahut Chahti Thi Wo.. Magar, Uski Zuban Se 1 Baar Izhar Chahta Tha
Mili Na Tanhai Shirkat Me Aap Ki Mili Na Judai Nafrat Me Aap Ki Huye Begaane Is Azl Se Tamaam Umr Aur Na Hi Mili Wafai Mohabbat Me Aap Ki Hame To Mila Wafaa-E-Gham Mohabbat Me Aap Ki Na Jane Hue Kitne Gunaah Ibadat Mein Aap Ki Kya Hua Jab Hue Na Shaamil Zindagi Me Aap Ki Kar Lenge Basar Bas Khwaboan Me Aap Ki
Door Rahkar Bhi Dil Se Dua Karte He Hum, Rishte Ka Farz Door Se Hi Ada Karte He Hum, Aapki Yaad Sath Rakhte He Hum, Khushi Hoya Gum Aap Ko Miss Karte He Hum.
wo zamana bhi ek zamana tha. jab kisi ka dil mere liye diwana tha. meri kismat mein likhi thi judaai unki. unka rooth jana to ek bahana tha
Kisi ne pucha ke tum use pane ke liye kis had takk ja sakte ho...? Maine kaha agar mujhe hadein paar krni hi hoti to kab ka maine use pa liya hota..!!
Tumhe kya pata kitni haseen ho tum, Dekhne ko tarasti hain nazrein jise wo naaz neen ho tum, Haya chanchalta koi sikhe tumse, Nazroon main samaana dil ko churana koi sikhe tumse, Hum to Ghayal hain teri adaaoon ke koi adaa banana sikhe tumse, Bin nashe ke jo nasha kr de aisi dil nasheen ho tum, Kasam us khuda ki itni haseen ho tum, Jaan se jayaada chaha hai isiliye jaan nseen ho tum, aur pucho is dil se ki kitni haseen ho tum….
Nice Lines From My Heart. Kisi Ko Kya Hasil Hoga Mujhe Yad Karne Se. Mai To Ek Aam Ladka Hu.. Aur Yha To Har Kisi Ko, Khas Ki Talash H.
gourav is offline
Prieyankaa is offline
Hemant is offline
Abhishek is offline
Rehan is offline
Sahil is offline
sonal is offline
Kamna Singh is offline
Iti is offline
Vivek is offline
Ravi is offline
Ranjit is offline
Princess is offline
md is offline
R is offline
Please Login or Sign Up to write your book.