Kisi din tere nazro se door hojaenge hum,Door fizaaon me kahi kho jayenge hum,
Mere yaado se lipatke rone aaoge tum,
Jab zameen ko odhke sojaenge hum
Its my real shayri LZ
Writer’s notebook
Share your writing ↗The writing of Lavi Ahmad Khan
Thoughts, feelings and moments shared with the community.
Dil toota to ek awaaz aayi,
Cheer ke dekha to ek cheez nikal aayi,,
Socha kya hoga is khali dil ka,
Jhaak ke dekha to tumhari tasveer nazar aayi//
LZ
Ae dil mat kar itni muhabbat kisise,
Pyar me mila dard tu sah nahi payega ,
Tu tootkar bikhar jayega apno ke hatho se,,kisne toda ye bhi kisi se kah nahi payega//
Lavi
Zindagi ko mene thukra diya hota,
Khudko bhi meeta diya hota,
Is dil me yaade hai tumhari,
Varna is dil ko bhi jala diya hota@h
Lavi Zeenat
Ek dil mere dil ko zakham de gaya ,
Zindagi bhar jeene ki kasam de gaya,
Lakho me se ek fool chuna tha humne,
Jo kato se bhi gahri chughan degaya
Its my real heart saying
Lavi Zeenat Khan
Ab mujhe takleef nahi hoti ,chahe mujhe kitni bhi uchaayo se giraya jaye
Kuki mujhe un hathon ne dhakka diya hai ,jinpe mai khudse zyaada bharosa karta tha//.
Lavi Ahmad Khan L/Z
Ab mujhe taklif nahi hoti chahe jitni uchaayi se giraaya jaye,
Kuki mujhe un ankhon ne dhakka diya hai , jinpe mujhe khud se zyaada bharosa tha /// Lavi Ahmad Khan
Your voice belongs here.
Share a thought, a poem or a story with the community.
Start writing ↗