Aaj hamare dil se aah nikli hai
Saraabo se jine ki wajah nikli hai
Nashe Me suna gaye ham sare gam
Aur logo ke muh se wah wah nikli hai
Writer’s notebook
Share your writing ↗The writing of Pankaj Kumar Das
Thoughts, feelings and moments shared with the community.
MANNATE MANGI THI KHUDA SE PAR
WO HATH KISI AUR KE HAATH ME DE DIYA
MAANA MERI MUHABBAT USE BEWAFA BANA DIYA
PAR MAI BEWAFA KA ILZAAM NAHI DENA CHAHTA USE
KYUKI WO MUHABBAT HI MUJHE SHAYAR BANA DIYA
PATJHAR KE MAUSAM ME BARSAT KI BAT KARTE HAI
DILO KO TODKAR JAZBAT KI BAT KARTE HAI
HAME KEHTE HAI APNI HAD ME RAHO
JINHE APNI AUKAD NAHI MALUM
WO AUKAD KI BAT KARTE HAI
Your voice belongs here.
Share a thought, a poem or a story with the community.
Start writing ↗