Skip to content
ShayariBooksA home for words.
A
Shayari Books writer

Ansh_ 8896914463

AZAMGARH

798 published pieces1 followers1 following Log in to follow
Writer’s notebook

The writing of Ansh_ 8896914463

Thoughts, feelings and moments shared with the community.

Share your writing ↗
798 piecesLatest published writing · Page 29
Dard Bhari Shayari
Dosti K Siwa Kuch Aur PaNa Saka Jab Kaha Us Se Ki Chahta HuUse Dil-O-Jaan Se Kaha Usne K Pyar- MohabbatMe Kuch Na Rakha Kaha Use K Ek Bar Kar TuAitbar Usne Kaha K Pyar Vyar SabHai Bekar Kehti Hai Pyar Me Jisne LiyaApna Dil Laga Mili Hai Unhe Sirf Bewafai AurDaga.
Dard Bhari Shayari
Zinda Hon Magar Zindagi Se Dor Hon Mein. Aj Q Is Qadar Majbur Hon Mein. Bina Jurm K Hi Saza Milti Hai Mujhe. Kis Se Kaho K Akhir Be Qasor Hon Mein. Meri Khamoshiyon Ka Sabab Hain Ye Gham Mere. Phir Q Duniya Samjhti Hai K Magrur Hon Mein. Aaj Phr Shiddat-E-Ghm Ne Rula Diya Mujh ko. Aaj Lagta Hai K Zakhmon Se Chor Hon Mein...

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗