Skip to content
ShayariBooksA home for words.
A
Shayari Books writer

Ansh_ 8896914463

AZAMGARH

672 published pieces1 followers1 following Log in to follow
Writer’s notebook

The writing of Ansh_ 8896914463

Thoughts, feelings and moments shared with the community.

Share your writing ↗
672 piecesLatest published writing · Page 10
Love Shayari
Mai Shayar Nahi Jo Shayari Likhu Dil Me Dard Nahi Jo Sabdo Me Likhu Nahi Pata Kaha Se Aate Hai Dard Nahi Pata Doosro Ke Dilo Ka Marj Woo Shayar Hi Nahi Jo Khusi Na De Sake Woo Shayari Hi Kya Jisme Khusi Na Mil Sake Gamo Ke Badal Tu Har Jagah Milege Dost Pyar Ki Barish Me Bheeg Kar Dekho Muskan Chere Pe Na Sahi Khusiyu Ko Tu Lete Dekho Khusiya Jindagi Me Na Sahi Khilkhila Ke Hasna Tu Sikho Mai Shayar Nahi Jo Shayari Likhu Dil Me Dard Nahi Jo Sabdo Me Likhu
Love Shayari
यूँ तो, सिखाने को ज़िन्दगीबहुत कुछ सिखाती है, मगर...दोस्तों, झूठी हंसी हँसने का हुनर तो बस, मोंहब्बत ही सिखाती है.
Love Shayari
Ek Baat Main Apne Dil Main Ghumta Reheta Hu. Kab Tujhse Kahunga Ye Apne Dil Se Puchta Reheta Hu. Dil Keheta Reheta Hai Har Waqt.She is Need You Jakar Kehe De I Love You
Love Shayari
Sath chutne se rishte nahi tuta karte, Waqt ki dundh se lamhe nahi tuta karte, Log kehte hai mera sapna tut gaya, Tutati need hai sapne nahi tuta karte…!! Dard hota nahi duniya ko batane ke liye, Har koi rota nahi ansu bahane ke liye, Ruthne ka maja to tab hai, Jab koi apna ho manane ke liye…..!!!!

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗