Mohabbat Shoq Se Hoti Hai, Iraadon Se Nahin. Dosti Insaan Se Hoti Hai, Pattaron Se Nahin. Agar Gila Ho Koi Dil May To Mita Dena, Giley Apno Se Kiye Jaatey Hain, Ghairon Se Nahin.
Nazar Se Nazar Ko Milao Nazar Ka Aitbar Karo, Hum Tum Se Sanam, Aur Tum Hum Se Pyaar Karo, Tum Jo Rootho To Kuch Bhi Karke Manaaye Tumko, Hum Jo Pal Bhar Ko Kho Jaaye To Tum Intezaar Karo.
Zindagi Me Kabhi Kisi Se Pyar Mat Karna, Ho Jaye To Inkar Mat Karna, Pyar Karne Wala Ho Sabse Pyara, To Use Kabhi Alwida Mat Kahna
Tu be-misaal hai,teri kya misaal doonAasmaan se aayi hai,yehi keh ke taal doonPhir bhi koi jo pooche,kya hai tu kaisi haiHathon me rang leke,hawaa me uchaal doon
Ek Jannat Ki Pari Ho Tum; Khushboo Se Bhara Hawa Ka Jhonka Ho Tum; Meri Har Sans Har Dhadkan Ho Tum; Meri Jan Sirf Aur Sirf Meri Ho Tum!!!
Dil Aashiqo Ka Shehar Hai Yaha Savera Suraj Se Nahi Kisi Ke Deedar Se Hota Hai..!
बहुत लड़खड़ाए कदम. मगर हम बहके नही... फिर भी, लोग हम्हे संभला हुआ कहते नही... कितनी दफा खिले हम, कितनी दफा मुरझाये; ऐसे फूल है हम जो किसी को कभी महके नही...'
na fikar kisi ki na fariyaad kisi ka. Honi hi thhi yu jindagi barbaad kisi ki. Yaade mita kasak miti, par mita dil se yaad kisi ki... Monu..
Maza Aata Hai Mujhe Tumhe Sataane Me, Jab Tak Roothe Na Koi To Maza Kya Manaane Me, Rootho Sanam Tum Ji Bhar Ke Rootho, Hum Teri Ye Berukhi Bhi Seh Lenge.. Kyu Ki.. Tum Hi Mere Dil Ki Khusi Ho, Warna Kya Rakha Hai Is Zamane Me!
हाथों की लकीरों का ऐतबार कर लेना, भरोसा हो तो हद को पार कर लेना ! मिलना-बिछडना तो नसीबो का खेल है, दिल से जो अपना लगे उसी से प्यार कर लेना !!
Tadapta hai dil par samjha kar baith ta hun, roti hain aankhein par baarish me tahal kar chupata hun. Ab aur na satao ae jaaneman, kyunki aaine me bhi main aapko hi dekhta hun……
Dil Ki Chahat He Tumse Pyari Si Baat Ho Khamosh Tarane Ho, Lambi Si Raat Ho, Phir Unse Raat Bhar Yahi Meri Baat Ho, Tum Meri Zindgi Ho Tum Hi Meri Kayenat Ho.
Apki yad karte hai itni Asman me rosni hai jitni yakeen nahi to call krke dekhiye, hum karenge baat apse utni. aapke mobile me laxmi hai jitni
Kabi Achanak Raat Ko Mere Dilme Aakar To Dekho Ek Mehfil Saji Hoti Hai Aur Zikr Tumhara Hota Hai..!
शाम भी खास है, वक़्त भी खास है; तुझको भी एहसास है, तो मुझको भी एहसास है; इससे जयादा मुझे और क्या चाहिए; जब मैं तेरे पास, और तु मेरे पास है! Swee2
Chusman is offline
malik is offline
Aashu is offline
Fekdeyup is offline
SAIKAT is offline
Sonu is offline
Jyoti is offline
Awadhesh is offline
oihazamu is offline
Sakshi is offline
obsedo is offline
Shashank is offline
Rahul is offline
Laxman is offline
Santosh is offline
Please Login or Sign Up to write your book.