Kitna Pyar Hai Unse Kash Wo Jaan Le, Wo He Hai Zindagi Mere Ye Baat Maan Le, Unko Dene Ke Liye Kuch Nhi Mere Paas, Bas Ek Jaan Hai Jab Jee Chahe Maang Le!
Laboon Pe Tabassum,Aankhoon Mein Rawani Dillon Mein Kurbat,Chehre Pe Nadani Bahut Khubsurat Se Hai Jo Ek Kahani Mohabbat Yahi Hai,Sab Iski Nishani Fasana Nahi Hai Hai Dastaan Suhani Rafqat Din-Ba-Din Badti Na Hoti Purani Kar De Khushnuma Jo Yeah Zindagani Bahut Khubsurat Se Hai Yeah Kahani
Jana kaha tha aur kaha aa gaye ,Duniya me bankar mehman aa gaye Abhi PYAARYAAR ki kitaab kholi hi thi Aur na jane kitne imtehaan aa gaye.....!
Dil ye mera Tumse Pyar karna0 chahta hain Apni Mohabbat ka izhaar karna chahta hai Dekha hain jab se Tumhe aye mere Sanam Sirf tumhara hi Dedaar karne ko dil chahta hai...
तेरी याद में आँखे भिगो लू, उदास रात की तन्हाई में सो लू, अकेले गम का बोझ अब संभलता नहीं, तू मिल जाये तो तुझसे लिपट कर रो लू.
Kisi Ko Yaad Nahi Aati Koi Yado Me Rota Hai, Kisi Ko Need Nahi Aati Koi Raat Din Sota Hai, Sazaa Hamesa Ek Ko Hi Kyon Milti Hai, Jabki Kasoor To Ek Ka Nahi Dono Ka Hota Hai.
Ye Jo Tumhara Palat Kar Dekhna Fir Achanak Se Nazren Ghuma Lena Bhi Hit And Run Ka Case Hai..!
Waqt Ke Mod Pe Aisa Waqt Aaya Hai, Zakhm Dil Ka Zubaan Par Aaya Hai, Na Roote Thay Hum Kabi Kaanton Ki Chubhan Se, Par Aaj Na Jane Kyu Phoolo Ki Khusboo Se Roona Aaya Hai!
Tu Nahi To Zindagi Mein Kya Reh Jayega, Door Tak Tanhaiyo Ka Silsila Reh Jayega, Har Kadam Pe Sath Chalna Ae Dost, Warna Tera Ye Dost Tanha Reh Jayega.
Pyar ko jab pyar hua to pyar ne pyar se pucha ki pyar kaisa hota hai to pyar ne pyar se kaha jo is sms ko pyar se padh raha hai pyar uske jaisa hota hai ...
Kuch bhi nahi hai aaj kahne ko chand lafzon ke siva, na ankhon me hai koi jazbat chand ashkon ke siva, is qadar tod diya usne ki khud ko jod pana mushkil hai, Nahi raha baki kuch b mujhme, chand saanson ke siva.......
Banishan Manzilo Ke Safar Per Banishan Manzilo Ke Safar Per Kabhi Niklo To Jano Ge Hum Jaise Musafir Kion Ghar Ka Rasta Bhool Jate Hain
Ankhon mein tere dekhate hii hum apni pehachan bhool gaye Jane kya nasha hai unmein ki har maykhane kaa patha bhool gaye….
Few minutes ago I closed my eyes & saw u in my dream, I found U most happiest in this world If this is the way to see u happy, I wish to close my eyes forever.
Poojta Hun Tumhe Apne Bhagwan Se Jyada Mantaa Hun Tumhe Apne Imaan Se Jyada Kartaa Hun Tumhari Izzat Apni Aan Se Jyada Chahta Hun Tumhe Apni Jaan Se Jyada
Sonu is offline
pooja is offline
Taj is offline
Tej Inder is offline
Nokkaley is offline
Surendra is offline
quimalom is offline
Ram is offline
Barkha is offline
bhushan is offline
Asif is offline
Rahul is offline
Umesh is offline
DB is offline
Munne is offline
Please Login or Sign Up to write your book.