Skip to content
ShayariBooksA home for words.
A
Shayari Books writer

Ansh_ 8896914463

AZAMGARH

672 published pieces1 followers1 following Log in to follow
Writer’s notebook

The writing of Ansh_ 8896914463

Thoughts, feelings and moments shared with the community.

Share your writing ↗
672 piecesLatest published writing · Page 27
Love Shayari
Chand bina Raat bekar...... Khushbo bina Phool bekar...... Pani bina Dariya bekar.... Pyar bina Zindagi bekar.......... Aur mere sms bina apka mobile .........Bekar.................. Wid love 4my love
Love Shayari
Qismat Sabhi K Waqt Ke Hathon Me Rehti He Is Doar Me Kisi Ka Muqaddar … Nahen Koi Majboriyon Ne Ghar Se Nikalne Nahen Diya Dunya Samaj Rahi He , Mera Ghr Nahe Koi Ab Kya Karen Ge Ham Naye Soraj Ki Roshni Jab Dekhne Ke Waste , Manzar Nahen Koi Dil Ho Raha He Dair Se Khamosh Jheel Sa Kya Doston Ke Hath Me Pathar Nahen Koi
Love Shayari
Mohabbat Ki Baat Mat Karo Mujhe Accha Nahi Lagta.. Ab Kisi Ki Mohabbat Pe Aitbar Karna Mujhe Accha Nahi Lagta, Guzar Jayen Jo Din Wo Din Wapas Laut Ke Nahi Aate, Lekin Un Dino Ko Yaad Karna Mujhe Accha Nahi Lagta, Mujhe Malum Hai Wo Shaks Kitni Bewafa Thi... Kisi Ko Bewafa Kehna Mujhe Accha Nahi Lagta.. Zakham To Bahot Diye Hain Us ne ls Dil-e-Nadaan Ko... Zakham Hum Bhi Dete Magar Badla Lena Mujhe Accha Nahi Lagta
Love Shayari
चाहे कितनी भी बाते करलू :speech_balloon:Chatting से... पर :heart:दिल की :heartpulse:तलब तुझे:eyes: देखने से ही पुरी होती है|
Love Shayari
तेरी हर अदा मोहब्बत सी लगती है, एक पल की जुदाई मुद्दत सी लगती है, पहले नही सोचा था अब सोचने लगे है हम, जिंदगी के हर लम्हों में तेरी ज़रूरत सी लगती है
Love Shayari
Aankhon Me Tere Doob Jane Ko Dil Chahta Hai, ishq Me Tere Barabad Ho Jane Ko Dil Chahta Hai, koi Sambhale Mujhe Bahek Rahe Hain Mere Kadam Wafa Me Tere Mar Jane Ko Dil Chahta Hai...

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗