Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Shayari Books writer

geeta Sharma

delhi

Web developer Webdraw solution pvt ltd.

B.tech Greater noida institute of technology (GNIT)

9 published pieces8 followers0 following Log in to follow
Writer’s notebook

The writing of geeta Sharma

Thoughts, feelings and moments shared with the community.

Share your writing ↗
9 piecesLatest published writing · Page 1
Hindi Shayari
Ishq aisa karo ki dhadkan mein bas jaaye Saans bhi lo toh khushbu usi ki aaye, Pyar ka nasha aankhon pe chaa jaaye, Baat kuch bhi na ho pr naam usi ka aaye..
Hindi Shayari
चलो चलते है उस जहाँ में, जहाँ रिश्तों का नाम नहीं पूछा जाता, धडकनों पर कोई बंदिश नहीं, ख्वाबों पर कोई इलज़ाम नहीं दिया जाता.
Hindi Shayari
Unki Aankhon Ki Gehrai Ka Deedar Kar Na Paye, Dil Ne Ki Koshish Bahut Par Pyar Kar Na Paye, Kya Kashish Thi Unki Aankho Mein, Unhone Di Izazt Aur Hum Izhaar Kar Na Paye..
Hindi Shayari
Pyaar aur dosti mein itna fark paya hai. Pyaar ne sahaara diya aur dost ne nibhaaya hai. Kis rishte ko gehara kahu? Ek ne zindagi di aur dusre ne jeena sikhaaya hai.
Hindi Shayari
Dosti koi khoj nahi hoti, Yeh har kisi se har roz nahi hoti, Apni zindagi mein hume be wajah mat samajhana, Kyunki palkhein aankhon par kabhi bhoj nahi hoti..
Hindi Shayari
Yun nazar se baat ki aur dil chura le gaye, Andhere ke saye mein aap to dhadkan suna gaye, Hum to ajnabi samajhte the aap ko, Aap to humko apna bana gaye..
Hindi Shayari
Suna hai Ishq ke rang do chaar nahi hazar hote hain, Akshar Naino se baat baar baar hote hain, Pata nahi kyun khamosh rehte hain yeh lafz, Tera ehsaas is Dhadkan ko har baar hota hai..
Hindi Shayari
Pyar koi barish ka nam nhi Jo barse aur tham jaaye Pyar suraj bhi nahi , Jo chamke aur doob jaye Pyar to naam hai Saans ka Jo chale toh zindagi aur Ruke toh maut ban jaaye..!!

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗