hum tere pyar me kuchh aisa kar jayeinge
do pal me hi tumhre dil me apni jagah bana jayeinge
chahkar bhi hame bhul nahi paoge
kyoin ki jab bhi tum bhulana chahoge hame
to hum aur bhi tumhe yad aayenge
Writer’s notebook
Share your writing ↗The writing of Hemant kumar Mishra
Thoughts, feelings and moments shared with the community.
जो बातें है करनी आज कर ले
ये मेहरवानी फिर कहां।
मेहरवानी अगर रही
तो नौ जवानी फिर कहां।
बैसे भी कौन जानता है आज हम साथ है
कल हम कहां और तुम कहां ।
Mana ki wo naraj hote hai
To manana chhod de kya
ha wo naraj to hote honge jaroor humse
to unko satana chhod de kya
तेरी बातें तेरे जाने के बाद करेंगे।
सच में हम तुझे बहुत याद करेंगे।
तू मिलना चाहे या न चाहे ये तो तेरी मर्जी
लेकिन हम खुदा से रोजाना तेरे मिलने की फरियाद करेंगे।
Main aa gaya huin mahfil mein
Jao use ye paigam de do
Unse kahna ki jao mahfil mein
Aur apni kahani ko anjam de do
Yuin jane ke liye mayush na karo hamko
Hum khud hi chale jayenge teri mahafil se
Bus ek bar apni ankhoin se ham ko
mohabbat ka jam de do
Wo Khoobsurat to bahut hai
Lekin use khud pe gurur nahi hai
Kyonki wo janti hai
Ki wo ladki hai koi hoor nahi hai
Isiliye to mujhe uspar gurur hai
Besak wo hoor nahi
lekin mere liye to wo hi sabse khas kohinoor hai
Wo sir ke pass hoti thi
main sir se door hota tha
Wo mere pass hoti thi
Main us se door hota tha
Wo chahti thi mujhse baat karna
Par main samne sir ke bahut majboor hota tha
Your voice belongs here.
Share a thought, a poem or a story with the community.
Start writing ↗