Tere Khushiyon Se Badh K Aur Kya Hai Mere Liye
Tere Khushiyon Se Badh K Aur Kya Hai Mere Liye
Tujhe Aise Hi Hastha Hua Dekhta Rahu Har Janam
#SAGAR_R
#BOXER?✍️
Writer’s notebook
Share your writing ↗The writing of Sagar Routh
Thoughts, feelings and moments shared with the community.
Jise Mene Pyar Kiya
Wo Kabhi Meri Na Huyi
Wo Chor Gayi Mujhe Kisi Aur K Liye
Wo Chor Gayi Mujhe Kisi Aur K Liye
Usne V Chor Diya Ushe
Usne V Chor Diya Ushe
Kisi Aur K Liye
#SAGAR_R
#BOXER?✍️
I Don't Have Type Of Riches
My Riches Is LIFE Forever
#SAGAR_R
#BOXER?✍️
Acha Hua Jo Tune Mujhe Se Bewafai Ki
Acha Hua Jo Tune Mujhe Se Bewafai Ki
Warna Mein Apni Life Ko Kabhi Samajh Hi Nahi Pata
#SAGAR_R
#BOXER?✍️
Aksar Achi Dosti Saste Mein Mill Jati Hai
Aur
Mahengi Dosti Matlabi Hoti Hai
#HAPPY_FRIENDSHIP_DAY
#SAGAR_R
#BOXER?✍️
Apna HANSI Kisi K Piche Barbad Mat Karo
Apna HANSI Kisi K Piche Barbad Mat Karo
Yeh Duniya Hai SAHAB
Log To Insan K DIL Se Khel Jate Hai
Kambakht Yeh
HANSI
Kya Chize Hai
Apne HANSI Ke Malik Khud Bano
Warna Rulane Wale Bahut Hai
#SAGAR_R
#BOXER?✍️
Mujhe Kya Pata Tha
Ki Time Pass Karte Karte Mujhe Sach Mein Pyar Ho Jayega
Janab Hum To Time Pass Hi Kar Rahe The
Lekin Wo Time Pass Wali Ne Hi Mujhe Pyar Karna Shikha Gayi
#SAGAR_R
#BOXER?✍️
Mein Likhna Chahta Tha
Tere Liye
Magar Kuch Likhe Na Paya
Mein Aur Kya Likhta Tere Liye
Tu To Puri KITAB ? Thi Mere Liye
#SAGAR_R
#BOXER?✍️
Insan Dudh?Se Nahi Uske Clour se Pyar Karta hai
Dudh?Ko To Kabhi Chai ☕Banana Hi Hai
Magar Chai ☕ Kabhi Dudh?Nahi Bann Sakta
Chai Hamesha Chai Hi Rahega
Qki
Chai ☕Fake Nahi Hai
Dudh?Fake Hota Hai
#SAGAR_R
#BOXER?✍️
Log Kahetien Hai Ki
Jeena Marna Apne Hatho Mein Nahi Hai
To Pyar
Me Q
Aisa Hota h
Ki Log Til Til Marte Hai
#SAGAR_R
#BOXER?✍️
Kya Tha Tere Mein Mujhe Nahi Pata
Mujhe Yeh Pata Jarur Tha
Ki
Tu Kabhi Sath Nahi Degi Mera
Phir V Mene Tujhe Hi chaha
Pata Hai
Q
Qki
You Are My Life
I LOVE U MY WORLD JANA
#SAGAR_R
#BOXER?✍️
Mat Dekho Is Chere Ko
Mat Dekho Is Chere Ko
Yeha Hasi Jarur Dekhegi
Jo Dard DIL Mein Hai
Na
Usko Chupane K Liye Hasna Parta Hai
#SAGAR_R
#BOXER?✍️
Mein MAR K Chala Jaunga
Tum Dhekte Rahena
Mein MAR K Chala Jaunga
Tum Dhekte Rehena
Ish Duniya Mein
Aur
Tumko Kon Chayega
Tumko Mere Jitna
Tum Dhekte Rahena
#SAGAR_R
#BOXER?✍️
Agar Zindagi Dobara Mili
To Agali Bar
Tujhe Apne Naseeb Mein
Dobara Samil Nahi Hone Dunga
#SAGAR_R
#BOXER?✍️
Is Duniya K Logo Ne Mujhe Itna Rulaya Hai
Ki Ab Is Duniya K Logo Se Mujhe Koi Sikayat Hi Nahi Hai
Shikayat To Hai Apne Us Khuda Se
Jinhone Mujhe Is Duniya Mein Bheja Hai
#SAGAR_R
#BOXER?✍️
Your voice belongs here.
Share a thought, a poem or a story with the community.
Start writing ↗