waqt thahra hua hai zindagi chal rahi hai safar jaari hai kisi tarha umra guzar rahi hai
raste raste manzil manzil tanha tanha mehfil mehfil main aur mera dil mera dil mera dil
khuda ameeron ka kyun aur kaise na ho khuda ameeron ka hi to banaya hua hai
zindagi dhoka hai bach ke nikal jaa achcha mauka hai
adami kya hai ek khilona hai tootna hai toot ke bikharna hai
zindagi ab to bata de tera maqsad kya hai tere piche chalne ki meri hadd kya hai
जिंदगी का सबक जिंदगी की किताब से पढ़ो किसी आसमानी किताब विताब में जिंदगी की कोई हकीकत वकीकात नही है
guzarta waqt apne piche bas guzari hui yaadein chhod jaata hai
shiddat se sajda karne waalo ke sajde mein sar Kate hai namaaz kiski sayi hai iss bahess mein bhai se bhai lade hai
jo chiz samajh mein na aaye woh chiz karni nahi chahiye koraan bhi samajh nahi aati hai to koraan bhi padni nahi chahiye
musalmaan khud Patthar pe apna sir phod denga islaam ko jo samjhenga woh islaam ko chhod denga
jo shayar apne kalaam mein allaah ki jhooti badai karte hai unhe ye maloom hona chahiye ke wohi allah tumhe jahaanumi kahta hai
khud ko mohabbat a insaaniyat pe fida kar kisi khuda ko tere ibadat ki zarurat nahi tu namaaz a ishq adaa kar
tu insaaniyat ki khidmat kar khuda aur tere bich mein jo beimaan bichole hai woh tujhe gumraah karte haikisi khuda ko tere ibadat ki zarurat nahi hai
meri saadagi to dekho zara ke maine kaafir ko katal kiya allaah ki raah mein allaah ke hukm se allaah ka naam lekar
arun is online
gulab is online
rehan is online
Shivansh is online
Mahipal is online
Sonu is offline
Musab is offline
Laden is offline
bharat is offline
Dileep is offline
Munna is offline
Rahul is offline
geeta is offline
kamal is offline
vishav is offline
Please Login or Sign Up to write your book.