waqt thahra hua hai
zindagi chal rahi hai
safar jaari hai kisi tarha
umra guzar rahi hai
Writer’s notebook
Share your writing ↗The writing of Fakeera the fakir badshah Saab
Thoughts, feelings and moments shared with the community.
raste raste manzil manzil
tanha tanha mehfil mehfil
main aur mera dil mera dil
mera dil
khuda ameeron ka
kyun aur kaise na ho
khuda ameeron ka
hi to banaya hua hai
zindagi dhoka hai
bach ke nikal jaa
achcha mauka hai
adami kya hai
ek khilona hai
tootna hai toot ke
bikharna hai
zindagi ab to bata de
tera maqsad kya hai
tere piche chalne ki
meri hadd kya hai
जिंदगी का सबक
जिंदगी की किताब
से पढ़ो
किसी आसमानी किताब
विताब में
जिंदगी की कोई हकीकत
वकीकात नही है
guzarta waqt
apne piche
bas guzari hui
yaadein chhod
jaata hai
shiddat se sajda karne waalo ke
sajde mein sar Kate hai
namaaz kiski sayi hai iss bahess mein
bhai se bhai lade hai
jo chiz samajh mein na aaye
woh chiz karni nahi chahiye
koraan bhi samajh nahi aati hai
to koraan bhi padni nahi chahiye
musalmaan khud Patthar pe
apna sir phod denga
islaam ko jo samjhenga
woh islaam ko chhod denga
jo shayar apne kalaam mein
allaah ki jhooti badai karte hai
unhe ye maloom hona chahiye
ke wohi allah tumhe jahaanumi
kahta hai
khud ko mohabbat a insaaniyat
pe fida kar
kisi khuda ko tere ibadat ki zarurat nahi
tu namaaz a ishq adaa kar
tu insaaniyat ki khidmat kar
khuda aur tere bich mein jo beimaan bichole
hai woh tujhe gumraah karte haikisi khuda ko tere ibadat ki zarurat nahi hai
meri saadagi to dekho zara
ke maine kaafir ko katal kiya
allaah ki raah mein allaah ke
hukm se allaah ka naam lekar
Your voice belongs here.
Share a thought, a poem or a story with the community.
Start writing ↗