Zara nazaro se dekh liya hota, agar tamanna thi darane ki.. hum yun hi behosh ho jaate the, kya zarurat thi muskurane ki..!!
कश्ती के मुसाफिर ने समन्दर नहीं देखा, आँखों को देखा पर दिल मे उतर कर नहीं देखा, पत्थर समझते है मेरे चाहने वाले मुझे, हम तो मोम है किसी ने छूकर नहीं देखा
Kehne waalon ka kuch nahi jaata, Sehne waale kamaal karte hain, Kaun dhoonde jawaab dardon ke, Log toh bas sawaal karte hain.
Zindagi Mein Kabhi Kisi Ka Saath Nahi Chodna, Kyun Ki Kuch Pal Lagte Hai Rishte Banane Mein, Aur Kuch Pal Lagte Hai Rishte mitane Mein, Ek Pal Lagta Hai Kisi Ko Rulane Mein, Aur Zindagi Beet Jati Hai Kisi Ko Bhulaane Mein.
Mohabbat ki zanjeer se der lagta hai, kuch apni taqdeer se der lagta hai, jo mujhey tujh se juda kerti hai, mujhey hath ki uss lakeer se der lagta hai!
Tere pyaar ka sila har haalmein denge, Khuda bhi maange ye dil toh nikaal denge, Agar dil ne kaha tum bewafa ho, Toh is dil ko bhi seene se nikaal denge!!
Zindagi Ke Liye Jaan Jaroori Hai, Jeene Ke Liye Armaan Jaroori Hai, Hamare Paas Chahe Ho Kitne Bhi Gham, Tere Chehre Par Muskan Jaroori Hai.
Mahipal is online
Shivansh is online
rehan is online
gulab is online
arun is online
Musab is offline
Laden is offline
Jamesmut is offline
Dileep is offline
Munna is offline
geeta is offline
kamal is offline
Jhunnu is offline
Jack is offline
abhay is offline
Please Login or Sign Up to write your book.