Mausum Bhi Hai Sharab Bhi Hai Pehlu Mein Wo Ishq Mehtab Bhi Hai Duniya Mein Ab Aur Chaiye Kya Mujhko, Shaaki Bhi Hai Saj Bhi Hai Sharrab Bhi Hai.
Har Baat Ka Koi Jawab Nahi Hota, Har Ishq Ka Naam Kharab Nahi Hota, Yooh To Jhoom Lete Hai Nashe Mein Peene Waale, Magar Har Nashe Ka Naam Sharab Nahi Hota.
Apni Hi Garaj Se Jee Rahe Hai Jo Log, Apni Hi Kbaye See Rahe Hai Jo Log, Unko Bhi Hai Kya Sharab Peene Se Gurej, Insaan Ka Khoon Pee Rahe Hai Jo Log.
Dil Pe Jab Se Sharab Ka Pehra Lag Gaya, Gam Ka Andar Aane Ka Raasta Band Ho Gaya, Zubaan Ne Jab Se Sharab Ko Choo Liya, Uska Naam Hamesha Ke Liye Lena Ban lag gya .
Log Peete Hai Sharab Mehkhane Ja-Ja Kar, Jo Do Pal Mein Utar Jayegi, Humne To Pee Hai Apne Mehboob Ki Aankho Se, Jo Umar Bhar Naa Utar Payegi.
Roshni Karta Hu Andhera Mitane Ke Liye, Sharab Pita Hu Main Tujko Bhulane Ke Liye, Kyo Na Ban Saki Tum Meri Zindagi Ki Mehbooba, Aaj Bhi Rota Hu Main Gujre Zamane Ke Liye.
arun is online
gulab is online
rehan is online
Shivansh is online
Mahipal is online
Sonu is offline
Musab is offline
Laden is offline
bharat is offline
Dileep is offline
Munna is offline
Rahul is offline
geeta is offline
kamal is offline
vishav is offline
Please Login or Sign Up to write your book.