Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Shayari Books writer

Dileep Kumar

New Delhi

Web Developer Webdraw Solution Pvt. Ltd, New Delhi.

B.Tech Global Institute of Technology and Management, Gurgaon, New Delhi

46 published pieces6 followers0 following Log in to follow
Writer’s notebook

The writing of Dileep Kumar

Thoughts, feelings and moments shared with the community.

Share your writing ↗
46 piecesLatest published writing · Page 1
Love Shayari
Har pal ki khushi ban jata hai sacha pyar, Is jahan mein jeene ki wajha ban jata hai sacha pyar, Zindagi ke har mod pe sath nibha ke Khushi ki wajha ban jata hai sacha pyar…
Love Shayari
Tumhari nashili ankhon mein aaj kho jaane do hum ko, Tumhari bikhri julfo ki chhaya mein aa jane do hum ko. Kuch dil ki khwaishein rakhi hai humne daba ke, Aaj un khwaishon ko batane do hum ko. Meri mohabbat se to tum ko bhi aitraz nhi, To aaj kitna pyar hai tumse ye batane do hum ko.
Love Shayari
Tere sath me sawar gai zindagi meri, Hamare liye sab se badkar hai khushiya tumhari, Or na koi tamana hai na chahat hai Bas tum sath raho ye khwahish hai meri.
Love Shayari
Apni bahon ke ghere se mujh naa aaj azad karna, Kam nhi mujhe jee bhar ke mohabbat aaj karna, Hath chhodna….na sath chodna tum mera Wafa ka apni zindagi ke har mod pe mujhse izhaar karna…
Love Shayari
वो गलती पर गलती करते गए, हमने उनकी हर गलती को माफ किया | हमने जब एक गलती की तो, हमे सजा दिया |
Love Shayari
Hasrat hai sirf tumhe pane ki, aur koi khawahish nahi is Dewane ki, shikwa mujhe tumse nahi khuda se hai, kya zarurat thi tumhe itna khuubsurat banane ki..?

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗