रंजिश ही सही दिल को दुखाने के लिए आ, आ फिर से मुझे छोड़ जाने के लिए आ, कुछ तो मेरे इश्क़ का रहने दे भरम, तू भी तो कभी मुझे मनाने के लिए आ।
प्यार की जंग में जो खुद ही हार जाते हैं वही तो जिंदगी में अपना प्यार पाते हैं। दुनिया कहती रहे बातें इधर -उधर की मुहब्बत को पाकर वह खुद मुस्कराते हैं।।
बस तेरे नाम से मेरा नाम जुडा रहे । इससे नहीं फर्क बेवफाई या वफा करे । कुछ तो हो तेरे नाम का पास मेरे । तेरे गम से ही बेशक मेरा दिल भरा रहे
सारे शहर को इस बात की खबर हो गयी, क्यो ना सजा दे इस कमबख्त दिल को, दोस्ती का इरादा था और महोब्बत हो गयी
खुदा की रहमत में अर्जियाँ नहीं चलतीं, दिलों के खेल में खुदगर्जियाँ नहीं चलतीं, चल ही पड़े हैं तो ये जान लीजिए हुजुर, इश्क़ की राह में मनमर्जियाँ नहीं चलतीं !
Hum Mohabbat Ki Kabhi Numaish Nahi Karte, Hum Lafzon Ki Bhi Pamaish Nahi Karte, Jise Chahte Hai Ham Toot Ke Chahte Hai, Badle Mein Pyar Ki Khawaish Tak Nahi Karte
Kuch Sochu To Apka Khayal Aa Jata He, Kuch Bolu To Apka Naam Aa Jata He, Kab Tak Chupau Dil Ki Baat, Apki Har Ada Par Humko Pyar Aa Jata He.
आज मुझे ये बताने की इजाज़त दे दो, आज मुझे ये शाम सजाने की इजाज़त दे दो, अपने इश्क़ मे मुझे क़ैद कर लो, आज जान तुम पर लूटाने की इजाज़त दे दो.
Yaadon Me Humari Aap Bhi Khoye Honge, Khuli Aankho Se Kbhi Aap Bhi Soye Honge, Mana Hasna Hain Adaa Gam Chhupane Ki, Par Haste Haste Kabhi Aap Bhi Roye Honge.
Nazare Mile to Pyar ho Jata Hai, Palke Uthe to Izhaar Ho Jata Hai, Na Jane Kya Kashish Hai Chahat Me, Kei Koyi Anjaan Bhi Hamari Zindagi Ka Haqdaar Ho Jata Hai.
Udaas Hoon Par Tujhse Naaraz Nahi Tere Dil Mein Hoon Par Tere Pass Nahi Jhoot Kahun To Sab Kuch Hai Mere Pass Aur Sach Kahun To Ek Tere Siwa Kuch Bhi Khaas Nahi.
Apne Aasman Se Meri Zameen Dekh Lo, Tum Khwab Aaj Koyi Haseen Dekh Lo, Agar Aazmana Hain Aitbar Ko Mere To, Ek Juth Tum Bolo Or Mera Yakeen Dekh Lo.
Tera Intezaar Mujhe Har Pal Rehta Hai, Har Lamha Mujhe Tera Ehsaas Rehta Hai, Tujh Bin Dhadkane Rukk Si Jaati Hai, Ki Tu Mere Dil Me Meri Dhadkan Banke Rehta Hai.
Khushboo Bankar Teri Saanso Mein Sama Jayenge, Sukun Bankar Tere Dil Mein Utar Jayenge, Mehsus Karne Ki Koshish To Kijiye, Dur Rahte Hue Bhi Pass Najar Aayenge.
Humdum To Sath Sath Chalte Hain, Raaste To Bewafa Badalte Hain,Tera Chehra Hai Jab Se Aankhon Mein, Meri Aankhon Se Log Jalte Hain.
Rahul is offline
geeta is offline
kamal is offline
vishav is offline
Jhunnu is offline
Jamesmut is offline
abhay is offline
anonymous is offline
Abhay is offline
KRB is offline
Himanshu is offline
vikki is offline
anil is offline
sourabh is offline
manibhusan is offline
Please Login or Sign Up to write your book.