Un Haseen palo ko yaad kar rahe the, Aasmaan se aapki baat kar rahe the, Sukun mila jab hume hawao Ne bataya, Aap bhi hame yaad kar rahe the.
Tu lafzon ki tarha mujh se kitabon mein mila kar, Logon ka tujhe dar hai tu khawabon mein mila kar Phool ka khushboo se taluk hain zaruri, Tu mehak ban kar mujh se gulabon mein mila kar Jise chhu kar main mehsoos kar saku, Tu masti ki tarha mujh se sharabon mein mila kar Main bhi insan hu, hai dar mujhko bhi behakne ka Is waaste tu mujh se hijabon mein mila kar…
Aakhein kholu toh chehra tumhara ho Band karu toh sapna tumhara ho, Maar bhi jau toh koyi gam nahi, Agar kafan ke badle achal tumhara ho.
Teri saadgi ko nihaarne ka dil karta hain, Tamaam umr tere naam karne ka dil karta hai, Ek mukammal shayari hain tu kudrat ki, Tuje ghazal banake juban pe lane ka dil krta h.
Kitna pyar hai tumse ye jan lo, Tum hi zindagi ho meri Is baat ko maan lo…. Tumhe dene ko mere paas Kuchh bhi nahi…. Bas ek jaan hai, Jab ji chahe maang lo……!!
Tujhe chahte hain Be-Intehan, Par chahna nahi aata.. Ye kaisi mohobbat hai, Ki hume kehna nahi aata. . Zindagi main aa jao hamari zindagi ban kar, Ke tere bin humain zinda rehna nahi aata. .
Kitna Hasin Chaand Sa Chehra Hai, Uspe Shabab Ka Rang Gehra Hai, Khuda Ko Yakin Na Tha Wafa Pe, Tabhi To Ek Chaand Pe Hazaaro Taaro Ka Pehra Hai.
Kya mangu khuda se aap ko pane ke baad Kiska karu intezar zindagi me apke ane k bad Kyu pyaar pe jaan lutate hain log, Aaj malum huaa hain aap ko pane ke baad..!!
Meri dhadkan tujh se hai, Meri saanse tujh se hai, Tere liye lad jao duniya se mein Itni aashiqui tujh se hai…
Meri jindgi tum se hai, Itni mohabbat tum se hai, Mangte rehte hai roj khuda se tum ko Mujh itni chahat tum se.
Pyari teri bate mujh hasa deti hai, Tujh se dooriya mujh saza deti hai, Roshni banke aayi hai tu meri jindgi mein Teri chahat teri wafa bata deti hai.
Meri har khwahish tum ho, Meri chahat mera pyar tum ho, Tum samjh na pao shayed is baat ko Par meri jindgi mere jeene ki wajha tum ho.
Batane ko jo bekarar hai wo bat batane do jara, Mohabbat ka ikrar hume karne do jara, Rakhenege tumhe apni jindgi apni jaan bana kar Bas pyar ka izhaar karnasikha do jara.
Waqt badal jata hai log badal jate hai, Sub 1 dusre ko bhul jate hai, Nahi sikha humne waqt ke sath badalna, Shayed isliye aap humei yaad aate hai.
Sometimes You Hurt The Ones Who Loves You Most, Sometimes You Hold The Ones Who Leave You Lost, And Sometimes, You Learn But It’s Too Late.
Jhunnu is offline
Jack is offline
abhay is offline
anonymous is offline
Abhay is offline
KRB is offline
Robert is offline
Himanshu is offline
vikki is offline
anil is offline
sourabh is offline
manibhusan is offline
Gudu is offline
Amrita is offline
Rakesh is offline
Please Login or Sign Up to write your book.