Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Shayari Books writer

geeta Sharma

delhi

Web developer Webdraw solution pvt ltd.

B.tech Greater noida institute of technology (GNIT)

66 published pieces8 followers0 following Log in to follow
Writer’s notebook

The writing of geeta Sharma

Thoughts, feelings and moments shared with the community.

Share your writing ↗
66 piecesLatest published writing · Page 4
Romantic Shayari
Kyun chupke se wo log utar jate hai dil mein, Jinse kabhi kismat ke sitare nahi milte, Pyar ke bhanwar mein yeh keh ke chhod diya, Ki kabhi nadiyon ke dono kinare nahi milte..
Hindi Shayari
Unki Aankhon Ki Gehrai Ka Deedar Kar Na Paye, Dil Ne Ki Koshish Bahut Par Pyar Kar Na Paye, Kya Kashish Thi Unki Aankho Mein, Unhone Di Izazt Aur Hum Izhaar Kar Na Paye..
Hindi Shayari
Pyaar aur dosti mein itna fark paya hai. Pyaar ne sahaara diya aur dost ne nibhaaya hai. Kis rishte ko gehara kahu? Ek ne zindagi di aur dusre ne jeena sikhaaya hai.
Funny Shayari
ना वक्त इतना हैं कि सिलेबस पूरा किया जाए; ना तरकीब कोई की एग्जाम पास किया जाए; ना जाने कौन सा दर्द दिया है इस पढ़ाई ने; ना रोया जाय और ना सोया जाए।
Funny Shayari
बेझिझक मुस्कुराये जो भी गम है, जिंदगी में टेंशन किसको कम है, अच्छा या बुरा तो केवल भ्रम है, जिंदगी का नाम ही कभी ख़ुशी कभी गम है।
Hindi Shayari
Dosti koi khoj nahi hoti, Yeh har kisi se har roz nahi hoti, Apni zindagi mein hume be wajah mat samajhana, Kyunki palkhein aankhon par kabhi bhoj nahi hoti..
Hindi Shayari
Yun nazar se baat ki aur dil chura le gaye, Andhere ke saye mein aap to dhadkan suna gaye, Hum to ajnabi samajhte the aap ko, Aap to humko apna bana gaye..

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗