Ishq to kehte hain rab ki ibadat hai,
Kyun bhala izhaar se darte hain log,
Halaat ko kabu karne ko kehte hain,
Jab ki kisi ka nahi hai is dil pe zor..
Writer’s notebook
Share your writing ↗The writing of geeta Sharma
Thoughts, feelings and moments shared with the community.
Suna hai Ishq ke rang do chaar nahi hazar hote hain,
Akshar Naino se baat baar baar hote hain,
Pata nahi kyun khamosh rehte hain yeh lafz,
Tera ehsaas is Dhadkan ko har baar hota hai..
Dard se dosti ho gayi yaaro,
Zindagi bedard ho gayi yaaro.
Kya hua jo jal gaya aashiyana hamara,
Duur tak roshni to ho gayi yaaro..
हस्ते दिलो में ग़म भी है ,
मुस्कुराती आँखे कभी नम भी है ,
दुआ करते है आपकी हंसी कभी न रुके ,
क्यूंकि आपकी मुस्कराहट के दीवाने हम भी है.
A Couple Had A Fight Whole Night…
Later Next Morning, Husband Offered A Glass Of Milk To His Wife.
Wife – You Are Sorry For Fighting With Me?
Husband – No… Today Is Nag Panchami,
Le Nagin Pee Le.
Pyar koi barish ka nam nhi
Jo barse aur tham jaaye
Pyar suraj bhi nahi ,
Jo chamke aur doob jaye
Pyar to naam hai Saans ka
Jo chale toh zindagi aur
Ruke toh maut ban jaaye..!!
Your voice belongs here.
Share a thought, a poem or a story with the community.
Start writing ↗