Kabhi kabhi wo pyar ke lamhe yaad aate hain..
Jo ab bayan nahi kr skte... ?
Writer’s notebook
Share your writing ↗The writing of Neha Upadhyay
Thoughts, feelings and moments shared with the community.
Mera jaan hain na..
Bahut shakhta hain..
Lekin mujhse jyada soft hain... ??
Ye jo teri smile hain na..
Mujhe tere bewfa hone ka raj btati hain.. ??
Bahut himmat hain mujhme...
Uhi nhi bar bar gir kar..
Uth gai...
Aakhir Fauji ki Beti hu... ??
Kuchh yun khyalat hain...
Tumhare bare mein... !!
Eis jhuth bhari duniya mein...
Eak sath tumhara sachcha hain..
Eak tum suchche ho...
Eak tumhari bate suchchi hain..
Tumhari aankhe suchchi hain...
Tumhara hausla suchcha hain..
Mujhe pane ka... !!
Tumhara humse ruth jana...
Mera tumse ruth jana...
Eis jhuth bhari duniya mein...
Eak jhagda tumhara suchcha hain...
Khuchh yun khyalat hain...
Tumhare bare mein... !!
Jab tum mujhse kahte ho..
Sath khushi se rahne ki...
Fir bhi mera ladna, tumse....
Tumhara manana mujhe.....
Ye eak manana tumhara sachcha hain...
Kuchh yun khyalat hain...…
?Tumhe likhna...
Itna aasan to nahi.?
Lekin koshish hain
Meri... ?
?Tumhe likhne ki... ✏️
Main gussa hu tumse...
Jab tumhara man ho tb bat kro...
Jab man na ho nhi krte...
Bahut man hota hai, tumhe sunane ki...
Fir yhi sochti hu.. Pyar krti hu.. Tumse
Intezar hi kr lu... ??
Wo kahta hain..
Tum meri ho..
Main tumhara hu...
Bus mujhe yhi sukun de jata hai...
Your voice belongs here.
Share a thought, a poem or a story with the community.
Start writing ↗